Fitoor...
Mein apni galti manta hun….
Tumse milkr ab mein khud ko janta hun….
Yun toh har din, tumse baat kiya krta tha….
Pr ab toh mein tumko pehcanta hun…
Hn dil mein mera, tera he nam hai….
Hai tujhko paya, bs yeh inaam hai….
Tumko dhokha diya maine….
Yeh jhootha ilzaam hai….
Bas teri fana mein, teri baton ka fitoor tha….
Tere lafzon ko suna, unka toh apna suroor tha…
Kyun na humpr tumhe vishwas tha…..
Kyun na mere pyaar pr vishwas tha…..
Yun toh galti ki jo pyaar hua….
Itna lamba intezaar hua……
Mein jan bujhkr har baar hara…
Mujhko kya pta tha tumko tha hara….
Pr jo bhe kaho mjhe tumse mohabbat hai….
Bas teri fana mein, teri baton ka fitoor tha….
Tere lafzon ko suna, unka toh apna suroor tha...
No comments:
Post a Comment